Aparajita apra
Friday, April 17, 2020
Main by Aparajita Apra
Azaad rehne ka shauk hai mujhe, parindoen se bekhauf hoon main
Bebaak hokar rehti hoon main ,
Asmaan se shart lagakar main zindagi ke khwab mei masroof rehti hoon
Ajnabi to har koi hai is jahaan mein, mai bas apni tanhayi mei hi mehfooz rehti hoon
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment